Android app · abhi invite se

Aapke kaam ka ek link. Phone se banao, phone se badlo.

One link for your work, made and updated from your phone. Bio mein lagao, status mein bhejo, card par chhapo.

Get the appInvite code needed to sign in
See an example
enq.bio/piyush · a real page, made in the app
Kaise kaam karta hai

Ek link, har jagah.

  1. 1 · AppPhone par page banaoNaam, kaam, links. Kabhi bhi badlo.
  2. 2 · Aapka linkenq.bio/aapka-naamEk baar chuno. Wahi rehta hai.
  3. 3 · Jahan share karoInstagram bioWhatsApp statusYouTubeVisiting card
  4. 4 · Log tap karte hainKoi app nahi chahiyeKisi bhi phone ke browser mein khulta hai.
  5. 5 · Aap tak pahunchte hainEmailWhatsAppCall
Kiske liye hai

Har kaam ka apna page.

Jo LIVE hai, woh aaj app mein ban sakta hai. Baaki ek ek karke aa rahe hain.

LIVEFreelancer
Developer, designer, writer. Kaam dikhao, kaam pao.Example dekhein →
LIVEFood vlogger
Channel, best jagahein, aur unke offers.Example dekhein →
COMING SOONBeauty creator
Looks, products aur bookings ek jagah.
COMING SOONMoto creator
Rides, reviews aur aapka gear.
COMING SOONFood shop / cafe
Aaj ka offer, rate aur timing.
COMING SOONSalon
Rate list, timing, booking.
COMING SOONRepair
Mobile, cycle, AC, RO. Rate aur kitna time.
COMING SOONShowroom & coaching
Stock, batches aur fees.
Shuru kaise karein

4 steps.

  1. Invite maangoHamein email karein. Invite code bhejenge.
  2. App download karoenq.bio/get se. Android 7 aur naye phones par.
  3. Google se sign inPhir invite code daalo.
  4. Page bharo, live karoApna address chuno aur Share se live karo.
Update karna

Kuch badla? App kholo, badlo, ho gaya.

  • Naya kaam, naya link, nayi line: app mein badlo aur Save.
  • Save hote hi page par dikhta hai. Link wahi rehta hai.
  • Jo bhi link share kiya hai, sab naya hi dikhate hain.
Roadmap

Aage kya aa raha hai.

  1. Abhi
    Freelancer, Food vlogger
    Android app, invite se.
  2. Uske baad
    Beauty creator, Moto creator
  3. Baad mein
    Food shop / cafe, Salon, Repair, Showroom & coaching
Sawaal

FAQ

Kya yeh free hai?

Haan, abhi free hai.

iPhone par chalta hai?

Page banane wala app abhi sirf Android par hai. Aapka page har phone par khulta hai.

Logon ko app install karna padega?

Nahi. Link kisi bhi phone ke browser mein khulta hai.

Invite code kaise milega?

support@enq.bio par likhiye: naam, kaam, aur Instagram (agar hai).

Pehle kuch logon ke saath shuru kar rahe hain.

Abhi invite se hi milta hai. Apna naam aur kaam likh ke bhej dijiye, hum jawab denge.

Button aapka email app kholega, message pehle se likha hoga.